Monday, December 3, 2012

Tol mol ke bol, varna khul jayegi teri pol ....

Chuppi ... Ghor Sannata... Ek patta bhi nahi hil raha... Naqli duniya ke naqli log ... Bolti bund... Ya aur kuch baki hai bolne ke liye ... Long story cut short ... Want snapshots?

Dost bann kar aaye thei ... dost bann kar rehna chahiye tha ... told you panga naa le ... but you don't understand simple language ... This is the language you seem to understand I guess ... Tol mol ke bol ... varna khul jayegi teri pol. Understood?

Insaanon ki tarah behave karo, varna pinjara bhi naseeb naa hoga. Aisa hashra hoga ki duniya kaanp uthegi ... Jaag utha insaan. Tol mol ke bol, varna khul jayegi teri pol.

Doodh ka doodh aur paani ka paani hoga jab dharti pe pralay aayegi ... kya sach hai kya jhooth phir sab ko khud hi pataa chal jayega. Tol mol ke bol, pralay aayi toh khul jayega tere paapon ki potli ...zara sambhal .. zubaan ko lagaam de varna ... you know what... I don't need to specify, do I?

Aatey mein se tel nikaalna aata hai hamein .... piss ke reh jaogey apni hi chakki ke aatey ki tarah ... phir naa kehna maine nahi kaha tha. Tol mol ke bol ... ghehoon, chawal ke daam bol ... varna teri khul jayegi pol.

No comments:

Post a Comment